Bedardi Balma Tujhko Lyrics

Bedardi Balma Tujhko Lyrics

Bedardi balma tujhko Mera man yaad karta hai Bedardi balma tujhko Mera man yaad karta hai Barasta hai jo aankhon se Woh sawan yaad karta hai Bedardi balma tujhko Mera man yaad karta hai Kabhi hum sath ghuzre jin Sajeeli raahguzaron se Fiza ke bhes mein girte hain Ab patte chanaron se Yeh raahein yaad karti hain Yeh gulshan yaad karta hai Bedardi balma tujhko Mera man yaad karta hai Barasta hai jo aankhon se Woh sawan yaad karta hai Bedardi balma tujhko Mera man yaad karta hai Koyi jhonka hawa ka jab Mera aanchal udata hai Gumaan hota hai jaise tu Mera daaman hila. . Bedardi Balma Tujhko Lyrics from Arzoo is Hindi song in the voice of Lata Mangeshkar. Bedardi Balma Tujhko song lyrics are written by Hasrat Jaipuri, its tune is made by Shankar and Jaikishan.

0
Like
Save

Comments

Write a comment

*

Wordpress SEO Plugin by SEOPressor